Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeArzoo (1965)
HomeArzoo (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aji humse bach kar kahan jaaiyega jahan jaaiyega humein paaiyega aji humse bach kar ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai na kaabu mein dil hai na bas mein nazar hai zara hosh aa le chale jaaiyega zara hosh aa le chale jaaiyega thahar jaaiyega thahar jaaiyega aji humse bach kar kahan jaaiyega jahan jaaiyega humein paaiyega aji humse bach kar kahan jaaiyega jahan jaaiyega humein paaiyega aji humse bach kar
aji rooth kar ab kahan jaaiyega jahan jaaiyega humen paaiyega aji rooth kar ab kahan jaaiyega jahan jaaiyega humen paaiyega aji rooth kar ab nigahon se chhup kar dikhao to jaane khayalon mein bhi tum naa aao to jaane aji laakh pardon mein chhup jaaiyega aji laakh pardon mein chhup jaaiyega nazar aaiyega nazar aaiyega aji rooth kar ab kahan jaaiyega jahan jaaiyega humen paaiyega aji rooth kar ab jo dil mein hai hoton pe lana bhi mushkil magar usko dil mein chhupana bhi mushkil nazar ki zubaan se samajh jaaiyega nazar ki zubaan se samajh jaaiyega samajh kar zara gaur farmaiyega aji rooth kar ab kahan jaaiyega jahan jaaiyega humen paaiyega aji rooth kar ab ye kaisa nasha hai ye kaisa asar hai naa kaabu mein dil hai naa bas mein nazar hai zara hosh aa le chale jaaiyega zara hosh aa le chale jaaiyega theher jaaiyega theher jaaiyega aji rooth kar ab kahan jaaiyega jahan jaaiyega humen paaiyega aji rooth kar ab kahan jaaiyega jahan jaaiyega humen paaiyega aji rooth kar ab
aye nargis e mastaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai samjha humen begana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana har raah par qatraaye har mod par ghabraaye munh pher liya hai tumne hum jab bhi nazar aaye munh pher liya hai tumne hum jab bhi nazar aaye hoooo humko nahin pehchaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana ho jaate ho barham bhi ban jaate ho hamdam bhi aye saaki e maikhaana shola bhi ho shabnam bhi aye saaki e maikhaana shola bhi ho shabnam bhi haayeee khaali mera paimaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana har rang qayaamat hai har dhang sharaarat hai dil tod ke chal dena ye husn ki aadat hai dil tod ke chal dena ye husn ki aadat hai haayeee aata nahin behlaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis e mastaana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai samjha humen begana bas itni shikaayat hai bas itni shikaayat hai aye nargis
aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya na dil hosh mein hain na hum hosh mein hain nazar ka milana gazab ho gaya tere honth kya hain gulabi kanval hain ye do pattiyan pyaar ki ik gazal hain wo nazuk labon se mohabbat ki baaten humin ko sunana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya kabhi khul ke milna kabhi khud jhijhakna kabhi raaston par behakna machalna ye palkon ki chilman utha kar girana gira kar uthana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya fizaaon mein thandak ghata par jawani tere gesuon ki badi meharbani har ik pech mein saikadon maikade hain tera ladkhadana gazab ho gaya aye phoolon ki raani baharon ki malika tera muskurana gazab ho gaya
aaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai kabhi hum saath guzre jin sajili raah guzaaron se khiza ke bhes mein girte hain ab patte chanaaron se ye raahen yaad karti hain ye gulshan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai koi jhonka hawa ka jab mera aanchal udata hai gumaan hota hai jaise tu mera daaman hilaata hai kabhi chooma tha jo toone wo daaman yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai barasta hai jo aankhon se wo saawan yaad karta hai bedardi baalma tujhko mera mann yaad karta hai wohi hain jheel ke manzar wohi kirnon ki barsaaten jahaan hum tum kiya karte the pehron
chhalke teri haai chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada khilte rahe hoton ke gulaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada kya baat hai jaane teri mehfil mein sitamgar kya baat hai jaane teri mehfil mein sitamgar kya baat hai jaane teri mehfil mein sitamgar dhadke hai dille khana kharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada iss dil mein abhi aur bhi zakhmon ki jagaah hai iss dil mein abhi aur bhi zakhmon ki jagaah hai iss dil mein abhi aur bhi zakhmon ki jagaah hai ab rooki kataari ko doaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada tu ishq ke toofan ko baahon mein jakkad le tu ishq ke toofan ko baahon mein jakkad le tu ishq ke toofan ko baahon mein jakkad le allah kare zorre shabaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada chhalke teri aankhon se sharaab aur zyaada
jab ishq kahin ho jata hai tab aisi haalat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai aaaaaa aaaaaa aaaaa ye ishq chhupaye chhup na saka ye ishq wo chalta jaadu hai haye kuchh hosh nahin rehte kayam is ishq pe kiska kaabu hai hain ishq mein pecho hum itne goya mehboob ka gesu hai har janib failti jaati hai is ishq ki aisi khushbu hai chehre se ayaan ho jati hai kya cheez mohabbat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai hoooo awwal to kabhi neend aati nahin aati hai to khwab sataate hain dasti hain judaai ki ghadiyaan tanhaayi ke din tadpaate hain haa aaaaa aaaaa aaaaa ghutta hai gala rukta hai ye dam aansu ke diye tharraate hain sapnon mein wo milne aate hain ghum deke chale bhi jaate hain har roz ye mele hote hain har roz kayaamat hoti hai mehfil mein ji ghabrata hai tanhai ki aadat hoti hai hoooo aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aankhon mein hain lakhon afsaane khamosh hain lab wo manzil hai har saans mein lakhon toofan hain
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aji Humse Bach Kar Arzoo (1965) 02:03 19140
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 02:03   Song Number : 19140   

Aji Rooth Kar Ab Arzoo (1965) 05:17 20126
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Des
Duration : 05:17   Song Number : 20126   

Aye Nargis E Mastana Arzoo (1965) 04:00 20117
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:00   Song Number : 20117   

Aye Phoolon Ki Raani Arzoo (1965) 04:01 20114
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:01   Song Number : 20114   

Bedardi Baalma Tujhko Arzoo (1965) 05:00 20206
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:00   Song Number : 20206   

Chhalke Teri Aankhon Se Arzoo (1965) 04:18 20284
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:18   Song Number : 20284   

Jab Ishq Kahin Ho Jata Arzoo (1965) 08:52 37913
 
Poster of Arzoo (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Adana
Duration : 08:52   Song Number : 37913